A motivational songs jukebox for kids!
Sources/Credits
Original creators, writers, singers and artists for creating "Taare Zameen Par", "Ek Jindari" and "Rock A Bye Baby".
Jukebox Artwork: Generated using Deepai Image Generator
https://deepai.org/machine-learning-model/text2img
Song - Taare Zameen Par
Movie: Taare Zameen Par
Singer - Shankar Mahadevan, Bugs Bhargava, Vivinenne Pocha
Lyricist - Prasoon Joshi
Music Director - Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Artist - Aamir Khan, Darsheel Safary, Tisca Chopra, Vipin Sharma
Music On - T-Series
Song Lyrics
Dekho Inhein Yeh Hain Aas Ki Boondein
Patton Ki God Mein Aasmaan Se Koodein
Aandayee Lein Phir Karwat Badal Kar
Nazuk Se Moti Hans De Phisal Kar
Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par
Yeh To Hain Sardi Mein Dhoop Ki Kirane
Utarein Jo Aangan Ko Sunhera Sa Karne
Mann Ke Aandheron Ko Roshan Sa Kar Dein
Thithurti Hatheli Ki Rangat Badal Dein
Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par
Jaise Aankhon Ki Dibiya Mein Nindiya
Aur Nindiya Mein Meetha Sa Sapna
Aur Sapne Mein Mil Jaaye Farishta Sa Koi
Jaise Rangon Bhari Pichkari
Jaise Titliyan Phoolon Ki Kyari
Jaise Bina Matlab Ka Pyara Rishta Ho Koi
Yeh To Aasha Ki Lehar Hain
Yeh To Ummeed Ki Sehar Hain
Khusiyon Ki Nehar Hain
Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par
Dekho Raaton Ke Seeney Pe Yeh Toh
Jhilmil Kisi Lau Se Ugey Hain
Yeh To Amboya Ki Khusboo Hain
Baagon Se Beh Chale
Jaise Kaanch Mein Choodi Ke Tukde
Jaise Khiley Khiley Phoolon Ke Mukhdey
Jaise Bansi Koi Bajaye Pedon Ke Taley
Yeh To Jhonke Hain Pawan Ke
Hain Yeh Ghungharoo Jeewan Ke
Yeh To Sur Hain Chaman Ke
Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par
Muhaley Ki Raunak
Galiyan Hain Jaise
Khilney Ki Zid Par
Khaliyan Hain Jaise
Muthi Mein Mausam Ki
Jaise Hawayein
Yeh Hain Buzurgon Ke
Dil Ki Duwayein
Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par
Kabhi Baatein Jaise Dadi Nani
Kabhi Chalkein Jaise Mum Mum Paani
Kabhi Ban Jaaye Bhole
Sawaalon Ki Jhadi
Sannatey Mein Hansee Ke Jaise
Sooney Hothon Pe Khushi Ke Jaise
Yeh To Noor Hain Barse Gar
Teri Kismat Ho Badi
Jaise Jheel Mein Lehraye Chanda
Jaise Bheed Mein Apne Ka Kandha
Jaise Manmauji Nadiya
Jhaag Udaye Kuch Kahe
Jaise Baithe Meethi Si Jhapki
Jaise Pyar Ki Dheemi Si Thapki
Jaise Kaanon Mein Sargam
Hardam Bajti Hi Rahe
Jaise Barkha Udati Hai Bundiya
Song Lyrics Source: https://www.bollywoodlyrics.com/lyrics/taare-zameen-par-title-song
Official Song Video: https://www.youtube.com/watch?v=kaMB6Rw8XzA
Song: Ek Jindari
Movie: Hindi Medium (2017)
Singer: Taniskaa Sanghvi
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Kumaar
Chorus Singers: Sugandha Date, Karishma Butia, Stiphen Ghorpade, Prateek Mane, Arya Mahale and Anica Chabra.
Arranged / Programmed - Sachin - Jigar
Additional Programming - Hrishikesh Gangan.
Music Production Head - Romil Ved.
Recording Engineer - Julian Mascarenhas.
Recorded At - Enzy Studios.
Mix & Master - Eric Pillai @ Future Sound Of Bombay.
Assistant Mixing Engineer - Michael Edwin Pillai & Lucky.
Live Instruments , Live Rhythms & Percussions Arranged & Performed By Taufiq Qureshi.
Musicians- 'Taufiq Qureshi's Mumbai Stamp Feat. Shikhar Naad Qureshi & Dipesh Varma.
Music Label: T-Series
Song Lyrics
Sooraj jaise chamkenge
Dekhe hain saadi akhiyan ne
Eh sapne ambraan de X 2
Boond boond jodenge pal pal
Door door beh jaayenge
Phir naal samandran de X 2
Assi aithe khade
Hai jaana pare
Na kam humko tol
Assi zidd te ade
Junooni bade
Eh dil ke ne bol
Ek jindri meri
Sau khwahishaa
Ek ek main poori karaan
Ek jindari meri
Sau khwahishan
Mushkil humein rokna
Shehron jaise ban jaayenge
Lagde ne jo chhote chhote
Eh raste galiyan de X 2
Phoolon ki tarah mehkenge
Hauley hauley yaaron
Ek din mausam galiyan de
Eh mausam galiyan de
Abhi na jaane koi
Pehchaane koi
Hai kya apna mol
Assi zidd te ade
Janooni bade
Eh dil ke ne bol
Ek jinadri meri
Sau khwahishan
Ek ek main poori karaan
Ek jinadri meri
Sau khwahishan
Mushkil hamein rokna
Raat hai kajle waali
Door badi diwali
Dive dhoondhe akhiyaan
Dil waale ghonsle mein
Panchi banange yaaron
Humne ummeedan rakhiyan
Maine haaran nahi hai
Chahe kuch bhi kare duniya
Song Lyrics Source: https://ilyrics.co/hindi-medium/ek-jindari-lyrics-hindi-medium-taniskaa-sanghvi/
Official Song Video: https://www.youtube.com/watch?v=mZ-9JrzflIE
Song: Rock a Bye Baby
Movie: Mimi (2021)
Song Composed Produced and Arranged by A R Rahman
Singer - Julia Gartha, Khatija Rahman
Hindi Lyrics - Amitabh Bhattacharya
English Lyrics - Julia Gartha
Music Supervisor - Hiral Viradia
Musicians:
Guitars - Keba Jeremiah
Bass - Mohini Dey
Drums - Ramkumar Kanagarajan
Backing vocals by El Fé , Arranged by Roe Vincent Nisha Sharon
Angelin Nisha
Anuj Mathew
Rohit Sridhar
Reshwin Nishith
FAME’S Studio Orchestra (Macedonia)
Conductors : Oleg Kontradenko Orchestrator: Japjisingh Valecha
Orchestra & Orchestration co-ordinator: Andrew T. Mackay/Bohemia Junction Ltd
Sound Engineers
Panchathan Record inn, Chennai
Suresh Permal, Karthik Sekaran
Mixed by - Mixing Team, Panchathan India
Mastered by - Suresh Permal
MFiT - S Sivakumar
Music Label: Sony Music India
Song Lyrics
Rock a bye baby
Rock a bye baby
My blue eyed son
Hush a bye baby
Don't you cry baby
My blue eyed son
They say
Oh that what you give is yours
Khele godi mein chanda re
In the middle of the night
I still think of you
I see you in my eyes
How will I get through
All I can say is I'm sorry
Oh my blue eyed son X 2
Rock a bye baby X 3
Mere hote tujhpe main
Aanch na aane doon
Khushiyon ki dopehri ki
Saanjh na aane doon
Gagan ki jhalar mein
Jitne sitaare hain
Teri hi toh mutthi mein
Simte woh saare hain kyun
Rona tujhe aaya hai
Kisne sataya hai
Kahe murjhaya hai tu
Meri muskaan lele
Apne shikan dede
Naram chhuan lele tu
De de khushboo
Aur gulsitaan le le tu
Rock a bye baby X 2
My blue eyed son
Hush a bye baby
Don't you cry baby
My blue eyed son
They say
Oh that what you give is yours
In the middle of the night
I still think of you
I see you in my eyes
How will I get through
All I can say is I'm sorry
Oh my blue eyed son X 6
Song Lyrics Source: https://www.lyricsvillah.com/2021/09/rock-bye-baby-lyrics-julia-gartha.html
Official Song Video: https://www.youtube.com/watch?v=-kd7askbNFk